Saturday, October 30, 2010

Poems I like Most - Madhuri Dixit - Mangesh Padgaonkar

1 comment:

  1. Dear Mangeshji,

    I like the poem by you. Here's another from me that I wrote a few years ago when I was learning Hindi. I don't know the Hindi keyboard; so I have used English alphabet. Please also forgive any grammatical mistake.

    Regards,
    Amin Armaan (Qazi Nazrul Huque)
    --------------------------------------

    YUG YUG JANAM LUNGA TUMHE PYAR KARNE


    Yug yug janam lunga main tumhe pyar karne,
    Kavi akash hokar, kavi sagar hokar,
    Kavi nadi ya kavi chand hokar,
    Baar baar ayunga main tumhare liye.

    Ek janam kafi nehi tumhe pyar karne,
    Main barish hokar tumhari lalat par chumban karunga,
    Jameen hokar seena par tumhari pyarka sparsh lunga,
    Chandni hokar woh chand jaisi muh par roshni phaylaunga,
    Hazar ruponme ayunga main tumhe pyar karne.

    Tumhari khubsurati dekhne ye do ankhe kafi nahi,
    Main akash hota to taraonkey hazar ankhonse
    Tumhe dekhta aur ashcharya hota,
    Ye maanav roop kafi nahin tumhe janne,
    Main hawa hota to saans bankar tumhari dilme pravesh karta
    Aur dekhta kitne hazar gulabonse bana huya ye,
    Sagarka vishaalthase, nadika gathise
    Main tumhe janna chahta.

    Yug yug janam lunga main tumhe pyar karne,
    Bulbulka gaan bankar, phulka khushbu bankar
    Arunodoyka mushkan bankar, raatka nirabata bankar–
    Baar baar ayunga main tumhare pas.

    ReplyDelete